dexona tablet isse waigt badha
  dexona tablet isse waigt badha

Total Views: 2770

dexona tablet isse waigt badhata hai kya isse kuch problem to nahi ?

1 Answers

It's a steroid tab. Which is use to treat various conditions like allergie,asthma,any inflammatory conditions and steroid has some pattern to start and stop and some people use it as weight gain which is wrong .steroid use increases appetite and decrease immune system so with consulting please don't take randomly.take care

Patient asked followup Question: 9 years ago

Thanks Dr. j k tiwari ji

Have a similar question? Ask our top doctors now !
Matching Already Answered Queries

Sir mere dono andkosh mein last 3 year se thoda thoda dard hota hai or right side ka andkosh thoda chhota hai. meri shadi ko 1 year ho gaya hai but meri wife abi tak pregnant nahi huyi hai. main yeh jaanna chahta hu ki kya mere andkosh mein dard ki wajah se hi meri wife pregnant nahi ho rahi hai. please muje suggestion do sir please. please hindi mein batana

  Doctor's Answer

Apna sperm analysis karvaiye lab mein jakar, aur phir hamein call karein. ********** ...
Read Full Answer


Hello doctor mai ek female hun or meri age 25 year hai mujhe lagbhag 2 saal se psoraisis hai brest k niche or thighs par under arams under thigh mai bahut pareshan hun maine bahut ilaaj kiya par fark ho jata hai par thode din baad phir wahi ho jata hai meri skin par red red se gol gol se circle hai un ki bondry par chote chote pimple hai or unme bahut kharish hoti hai kabhi ye black black ho jate hai plz mujhe kuch bataye jisse ye jald se jald khatam ho jaye mai is ki wajha se bahut pareshan hun or meri skin par ye jo black black ho gaye hai kya ye nishan kabhi theek ho payenge ya nahi plz bataye

  Doctor's Answer

please take az tiktan and panchras from our website **url** ...
Read Full Answer


dexona tablet isse waigt badhata hai kya isse kuch problem to nahi ?

  Doctor's Answer

It's a steroid tab. Which is use to treat various conditions like allergie,asthma,any inflammatory conditions and steroid has some pattern to start and stop and some people use it as weight gain which is wrong .steroid use increases appetite and decrease immune system so with consulting please don't take randomly.take care ...
Read Full Answer


Sir' meri beti ka age 1year 2 month hai' par abhi ek bhi teeth nahi aya hai' koi problem toh nahi hai naa' mujhe kya karna chahiye

  Doctor's Answer

6-7 months ki age me hi dnt aa jaana chahiye tha, kisi dentist se miliye, xray karwake dekha jaa sakta hai ki waha dant ka kya haal hai ...
Read Full Answer


Sir,my penis is small bcs of daily hastmaithun ..bohot hi chota ho jaya hai..sharm ati hai...dost parishan krteb hai,aiss lagata hai mano penis nahi hai..itana chota ho gaya hai...mai hastmaithun 8-10 sal se kr raha hu...plz give me proper solution..muze b.p.dekhaneki buri adat hai..mai control nahi kr sakta...plz help me...kya mai sex kr sakta hu??? plzzz sir...solution plzzz

  Doctor's Answer

Jyada Hasthamaithun karane se tume sharir aur man aur sex ki kamajori hai.tume ayurvedic medicines counselling and sex education ki jaroorat hai. Mere pas iski achhi ayurvedic treatment hai. koi side effects bhi nahi hai. jyada janakari ke liye call ya what's app is number pe kare. : nine five three five four two zero seven seven zero. thank u ...
Read Full Answer


Doctors Related to

Dr. Naveen Arya

  • Ayurvedic Medicine
  •  Amritsar, India

Dr. Sanjay Pandey

  • Homeopathist
  •  Kolkata, India

Dr. Balbir Singh Suri

  • Homeopathist
  •  Mumbai, India

Dr. Ravinder Verma

  • ENT
  •  Jalandhar, India

Dr. Raj Kumar Jaiswal

  • Dentist
  •  Lucknow, India

Dr. Kalyan Banerjee

  • Dentist
  •  Asansol, India

Dr. Ritesh Mahajan

  • Ayurvedic Medicine
  •  Karnal, India

Dr. j k tiwari

  • Dentist
  •  Jodhpur, India

Dr. kiran sutar

  • Dentist
  •  Mumbai Western Suburb, India

Dr. Arun Desai

  • Ayurvedic Medicine
  •  Belgaum, India
Articles Related to
Get Answer from online doctors now !

Ask Doctor Online 24/7

Verified Panel of Certified Doctors
Complete Privacy, Stay Anonymous
Full Satisfaction Guaranteed

By proceeding i accept Terms and Conditions

11 Doctors online to answer your health query now! 11 Doctors online !

Top Related Questions
Sir mere dono andkosh mein last 3 year se thoda thoda dard hota hai or right side ka andkosh thoda chhota hai. meri shadi ko 1 year ho gaya hai but meri wife abi tak pregnant nahi huyi hai. main yeh jaanna chahta hu ki kya mere andkosh mein dard ki wajah se hi meri wife pregnant nahi ho rahi hai. please muje suggestion do sir please. please hindi mein batana
1 Answer
Hello doctor mai ek female hun or meri age 25 year hai mujhe lagbhag 2 saal se psoraisis hai brest k niche or thighs par under arams under thigh mai bahut pareshan hun maine bahut ilaaj kiya par fark ho jata hai par thode din baad phir wahi ho jata hai meri skin par red red se gol gol se circle hai un ki bondry par chote chote pimple hai or unme bahut kharish hoti hai kabhi ye black black ho jate hai plz mujhe kuch bataye jisse ye jald se jald khatam ho jaye mai is ki wajha se bahut pareshan hun or meri skin par ye jo black black ho gaye hai kya ye nishan kabhi theek ho payenge ya nahi plz bataye
1 Answer
Sir,my penis is small bcs of daily hastmaithun ..bohot hi chota ho jaya hai..sharm ati hai...dost parishan krteb hai,aiss lagata hai mano penis nahi hai..itana chota ho gaya hai...mai hastmaithun 8-10 sal se kr raha hu...plz give me proper solution..muze b.p.dekhaneki buri adat hai..mai control nahi kr sakta...plz help me...kya mai sex kr sakta hu??? plzzz sir...solution plzzz
1 Answer
Hi doctor , mera naam hina he age 28 he mujhe thyroid kab se hai ye to nahi pata but one week pehle mera thyroid test hua or report me high thyroid aya hai , or mera weight bi bht bad gaya hai, or muje 4 saal se period me bht problem hai 5 ya 6 month me ek bar hi period ata hai or pet me bht dard hota hai jaise koi chiz pet me ghum rahi ho , mai saudi arab me hu muje yaha ek tablet di hai Dr ne or kaha he zindagi bhar use khana he ,, Muje kya karna chahiye koi serious problem to nahi hogi muje.. plz tell me.
1 Answer
sir mujhe 7 ya 8 month se jukham lagatar rahta hai maine iski dawa bhai katayi hai doctor ne bola ki aap ko infection hai ye iske baad dawa diya jab tak medicine khate tab tak fayda hota iske baad fir wahi jukham chalu rahta hai haesha halka jhukham bana hi rahta hai please sir kuch m ya edicine ya apni kuch ray dijiye. thanku,
1 Answer