Left side upar pasli ke niche
  Left side upar pasli ke niche

Total Views: 4947

Left side upar pasli ke niche dard aur jalan hota hai

This question is not answered yet.
However we found following similar queries already answered by doctors on healcon in past.

Have a similar question? Ask our top doctors now !
Matching Already Answered Queries

Sir mere dono andkosh mein last 3 year se thoda thoda dard hota hai or right side ka andkosh thoda chhota hai. meri shadi ko 1 year ho gaya hai but meri wife abi tak pregnant nahi huyi hai. main yeh jaanna chahta hu ki kya mere andkosh mein dard ki wajah se hi meri wife pregnant nahi ho rahi hai. please muje suggestion do sir please. please hindi mein batana

  Doctor's Answer

Apna sperm analysis karvaiye lab mein jakar, aur phir hamein call karein. ********** ...
Read Full Answer


Hello doctor mai ek female hun or meri age 25 year hai mujhe lagbhag 2 saal se psoraisis hai brest k niche or thighs par under arams under thigh mai bahut pareshan hun maine bahut ilaaj kiya par fark ho jata hai par thode din baad phir wahi ho jata hai meri skin par red red se gol gol se circle hai un ki bondry par chote chote pimple hai or unme bahut kharish hoti hai kabhi ye black black ho jate hai plz mujhe kuch bataye jisse ye jald se jald khatam ho jaye mai is ki wajha se bahut pareshan hun or meri skin par ye jo black black ho gaye hai kya ye nishan kabhi theek ho payenge ya nahi plz bataye

  Doctor's Answer

please take az tiktan and panchras from our website **url** ...
Read Full Answer


Hi doctor , mera naam hina he age 28 he mujhe thyroid kab se hai ye to nahi pata but one week pehle mera thyroid test hua or report me high thyroid aya hai , or mera weight bi bht bad gaya hai, or muje 4 saal se period me bht problem hai 5 ya 6 month me ek bar hi period ata hai or pet me bht dard hota hai jaise koi chiz pet me ghum rahi ho , mai saudi arab me hu muje yaha ek tablet di hai Dr ne or kaha he zindagi bhar use khana he ,, Muje kya karna chahiye koi serious problem to nahi hogi muje.. plz tell me.

  Doctor's Answer

Ji haan , TSH kitna hai . Us ke mutabik Eltroxine ya thyroxine 25/50/100 mg ya jyada ki goli khani pade gi. Koi serious problem nahi hai. Goli jarur khana. ...
Read Full Answer


hello sir mera hydrocele thoda bada ho gaya hai aur dard bhi hota hai upar tak thik nahi ho raha hai koi dawa bataye

  Doctor's Answer

Use supporters and OTC medicine like Ibuprofen ...
Read Full Answer


Sir mere upar Ke aage ki teeth se judi maskur kux din bad mota ho jata hai and kux din pain hoti hai aur fut k pani usmese nikalti hai fir thik ho jaati hai aaisa kyu hota hai.

  Doctor's Answer

From your complaints it looks like periodontal abscess. It has to checked by dentist for periapical relation also. If it is periodontal only, it can be cured by cleaning teeth/periodontal surgery and antibiotic therapy. ...
Read Full Answer


Doctors Related to

Dr. Naveen Arya

  • Ayurvedic Medicine
  •  Amritsar, India

Dr. Sanjay Pandey

  • Homeopathist
  •  Kolkata, India

Dr. ANAND RAO MENGJI

  • Homeopathist
  •  Hyderabad, India

Dr. Balbir Singh Suri

  • Homeopathist
  •  Mumbai, India

Dr. Ravinder Verma

  • ENT
  •  Jalandhar, India

Dr. Amandeep Bhullar

  • Dentist
  •  Muktsar, India

Dr. Ritesh Mahajan

  • Ayurvedic Medicine
  •  Karnal, India

Dr. Yasmin Asma Zohara

  • Dentist
  •  Chennai, India

Dr. Vijaykumar Kamat

  • Ayurvedic Medicine
  •  Belgaum, India

Dr. kiran sutar

  • Dentist
  •  Mumbai Western Suburb, India
Articles Related to
Get Answer from online doctors now !

Ask Doctor Online 24/7

Verified Panel of Certified Doctors
Complete Privacy, Stay Anonymous
Full Satisfaction Guaranteed

By proceeding i accept Terms and Conditions

11 Doctors online to answer your health query now! 11 Doctors online !

Top Related Questions
Sir mere dono andkosh mein last 3 year se thoda thoda dard hota hai or right side ka andkosh thoda chhota hai. meri shadi ko 1 year ho gaya hai but meri wife abi tak pregnant nahi huyi hai. main yeh jaanna chahta hu ki kya mere andkosh mein dard ki wajah se hi meri wife pregnant nahi ho rahi hai. please muje suggestion do sir please. please hindi mein batana
1 Answer
Hello doctor mai ek female hun or meri age 25 year hai mujhe lagbhag 2 saal se psoraisis hai brest k niche or thighs par under arams under thigh mai bahut pareshan hun maine bahut ilaaj kiya par fark ho jata hai par thode din baad phir wahi ho jata hai meri skin par red red se gol gol se circle hai un ki bondry par chote chote pimple hai or unme bahut kharish hoti hai kabhi ye black black ho jate hai plz mujhe kuch bataye jisse ye jald se jald khatam ho jaye mai is ki wajha se bahut pareshan hun or meri skin par ye jo black black ho gaye hai kya ye nishan kabhi theek ho payenge ya nahi plz bataye
1 Answer
hello sir mera hydrocele thoda bada ho gaya hai aur dard bhi hota hai upar tak thik nahi ho raha hai koi dawa bataye
1 Answer
Sir mere upar Ke aage ki teeth se judi maskur kux din bad mota ho jata hai and kux din pain hoti hai aur fut k pani usmese nikalti hai fir thik ho jaati hai aaisa kyu hota hai.
1 Answer
Sir mera umar 27 sal hai or picle 1 sal se mera andokosh pe dard he mene doctor dikaya tha lekin tik nahi huwa lekin abhi mera andokosh ke sat pero ka nase bhi kichab hota rehta hai bahut dard hota hai or mera left andokosh halka sata right se bara lagta hai sir kuch upay bataiye kyuki agle mahine mera sadi hai
1 Answer
Me 48 ka hun aur jab me brush karta hun to khoon nikalta hai daunt dard hota hai aur daunt ki jad me kali sakht parat jam gai hai ye konsi bimari hai aur iska ilaj kya hai
1 Answer